masoom muhabbat ka bas itna sa fasana hai,
kagaj ki haweli hai,barish ka jawna hai,
kya shart-we-mohabbt hai,kua shart-we-jamana hai,
awaag bhi zakhmi hai ur geet bhi gana hai,
uss pe utrne ki umeed bahut kam hai,
kashti bhi purani hai aur tufaan bhi aana hai,
samje ya na samje wo, ye andsaaj mohabbt ke,
ek shaks ko aankho se ,ek shair sunana hai,
bholi si asdsaa koi , phir aag ka dsriya hai,
aur sdoob k haana hai.........................
( afreen) shine1509@gmail.com
Comments
Post a Comment